बारह मुड़़-मुड़ के पीछे देखता रहता हूँ मैं,
कोई जो मेरा है, शायद वो भी बेआवाज़ हो |
उसकी बातों से कहीं खो सा गया वो अपनापन,
शायद उसके इश्क का यह भी कोई अंदाज़ हो |
एक ही ख्वाहिश को लेकर, जीते आए अब तलक,
हर नए लम्हे का उसके साथ ही आगाज़ हो |
आओ कह दें अपनी सारी हसरतें, हर रंज--ग़म,
कुछ ना अपने बीच हो ऐसा की जिसमें राज़ हो |
माँगने आए ज़माना, हमने अपना दिल दिया,
तुम सा फरियादी, ना कोई हम सा बन्दा-नवाज़ हो |
उसके जाने से कुछ संभली तबीयत तो ज़रूर,
वो चला जाए, तो जाने कैसा अपना मिजाज़ हो |
इश्क की लय पर थिरक उठता है हर दिल एक सा,
कोई सा भी राग हो फिर, कोई सा भी साज़ हो |
मैं खुदा से माँग पाया आज तक बस इक दुआ,
आसमाँ उसका बड़ा, ऊँची मेरी परवाज़ हो |
हर मसर्रत की किरन से नाम हो मेरा जुड़ा,
कुछ तो कर जाऊँ की जिस पर माँ को मेरी नाज़ हो |||
- 18th August, 2003
4 Responses
  1. एक ही ख्वाहिश को लेकर, जीते आए अब तलक,
    हर नए लम्हे का उसके साथ ही आगाज़ हो |
    sabse pahle aap hamaare blog par aaye uske liye bahut bahut shukriya. hausla badhaya uske liye bhi dil se khusi hui.
    vaise to sabhi sher bahut hi acche lage lekin ye thoda sa jyada accha laga.
    bas likhte rahiye ab to aana jana laga hi rahega..


  2. Hahahahah...

    Bahut khushi hui yeh padhke ki 'Aana jana laga hi rahega' :D Bilkul sahi kaha aapne.

    Waise to hum abhi nayi fasal ki paudh ki tarah hain. Lekhan ki duniya mein bachche hi hain. Ustaadon se seekh hi rahe hain yeh kalaa ab tak. Magar phir bhi agar aapko kuchh achchha lag gaya, to yeh hamare liye bahut khushi ki baat hai. Hum chahenge ki aap jab bhi hamare blog pe aayein, to aapko kuchh behtar anubhav de sakein.

    Ek baar phir, Shukriya... :)


  3. Anonymous Says:

    pata nahi kyon, par tumhare has alfaaz me kuch apna dhoond hi lete hain hum, jaise ki shayad tum hamse ya hum tumse yahi kehna chaah rahe the...

    pata nahi kyon...


  4. Alfaaz apne sahi maayne paa gaye aaj. Jo bhi tumne samjha, sach usse bahut alag nahin hai miyaan.

    Tum khud ko dhoondh paate ho, kyunki tum ismein ho. Yakeen maano.
    :)